Top 6 hair wax


Hello friends toh aj Mai apko top 6 best hair wax batane wala hu Jo abhi bahot jyada trending me hai ye wax apke hair styling me bahot help karega


Today I will tell top 6 best hairwax

6 - gatspy met & hard hair wax - 

iska hold bahot shaandar hai ye hair wax un logo ke liye kaafi acha hai jinke Baal bahot soft or patle ho or iska hold bhi kaafi shaandar hai iska sabse bada problem ye hai ki ye bahot chemicals se Bana hai toh ap isko week me 1 se jyada Baar use na karein or isko long term ke liye bhi use na karein warna apko hair fall Hoga iska price hai rs 159 Jo 75 gm Ka hai iska problem ye hai ki isko lagane ke baad hair hard ho jata hai



5 - ustra hair wax - ye wax Indian hai or is wax ka hold bhi shaandar hai ye paraben free wax hai par iska problem ye hai ki isko lagane ke bad Baal sticky hard ho Jate hai iska price Rs 280 hai 



4 - bryl cream - ye wax un logo ke liye best hai jinka hair bahot hard curly frizzy hai or thick hai par dhyan rahe ye wax kripya patle or soft hair wale apply na karein price hai rs 75 but ye small Wala hai





3 - set wet hair wax - ye wax bahot popular hai iska hold bahot strong hai ye ek Matty look deta hai but ye restyle wax bhi hai iska price 225 hai




2 - beardo wax - ye wax ka hold bahot acha hai or ye apke balo ko hard bhi Nahi karega isko ap long term ke liye apply Kar Skte hai or ye apke hair ko acha texture bhi deta hai or ye wax less chemical se Bana water soluble wax baaki jo upar maine apko wax baateye hai inko normal water se wash nahi kar skte but is wax ko ap normal water se bhi wash kar skte ho eska price hai 270 rs




1 - urban gabru hair wax - ye bahot hi best wax hai or less chemical bhi iska hold bahot strong hai or ye wax apko UV rays se bhi protection deta hai ye apke hair ko moisture bhi karta hai isko aap daily basis pe use Kar Skte ho or ye water soluble hai iska price 350 hai 

Comments

  1. Dear author, I Found some very useful and interesting blog its very Helpful for me thanks for green trends near me posting such beautiful beauty tips, keep posting More blogs!!

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

भोलापन कैसे दूर करें और चंट चालाक कैसे बने

लड़कियों को ये 6 तरह के लड़के बेहद पसंद आते है

स्मार्ट हैंडसम कैसे दिखे